Jai Mata Di.
MCX Copper Trading Level: ab Copper ka resistance 729.30 ka hai, agar market resistance ke upar trade karega to 734.50 se 740.00 tak teji dekhne ko milegi lekin agar market resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko 720.00 se 714.20 tak giravat dekhne ko milegi.
Trend: Mixed, Sambhal kar trade kare.
MCX Zinc Trading Level: ab Zinc mein resistance 216.90 ka hai, agar market is level ke upar trade karega to 218.30 se 219.90 tak teji dekhne ko mil sakti hai lekin agar market resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko dubara se 214.10 se 212.50 tak giravat dekhne ko mil sakti hai.
Trend: Negative, Sambhal kar trade kare.
MCX Lead Trading Level: ab Lead mein 184.00 ka resistance hai, agar market is level ke upar trade karega to 185.20 se 186.60 tak teji dekhne ko mil sakti hai lekin agar market resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko dubara 181.70 se 180.50 tak giravat dekhne ko mil sakti hai.
Trend: Mixed, Sambhal kar trade kare.
MCX Aluminum Trading Level: ab Aluminum mein 207.00 ka resistance hai, agar market is level ke upar trade karega to 208.30 se 209.90 tak teji dekhne ko mil sakti hai lekin agar market resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko dubara 204.30 se 202.50 tak giravat dekhne ko milegi.
Trend: Mixed, Sambhal kar trade kare.