Trading Levels for “MCX Commodities” DATE: 27-02-2023

Jai Siya Ram.

MCX Crude Oil Trading Level: ab Oil ka Resistance Level 6450 hai, agar market resistance ke upar trade karega to 6540 se 6660 tak teji dekhne ko milegi lekin agar market Resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko 6270 se 6200 tak giravat dekhne ko milegi.

Trend: Mixed. Sambhal kar trade kare.

MCX Natural Gas Trading Level: Ab Gas ka Resistance Level 224 ka hai, agar market resistance ke upar trade karega to 232 se 242 tak teji dekhne ko milegi lekin agar market Resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko 202 se 191 tak giravat dekhne ko milegi.

Trend: Negative, Prefer Sell on Rise Aur Support Level par Buy Kar Sakte hai kyunki Trend-Line support zone hai. Sambhal kar trade kare.

MCX Gold Trading Level: Friday ko market mein achi giravat dekhne ko mili aur hamare target hit huye. ab Gold ka Resistance 55630 hai, agar market resistance Level ke upar trade karega to 55800 se 56000 tak teji dekhne ko milegi lekin agar market Resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko 55170 se 54900 tak giravat dekhne ko milegi.

Trend: Negative, Prefer Sell on Rise. Sambhal kar trade kare.

MCX Silver Trading Level: Friday ko Silver hamare target tak giri aur ab 64000 ka Resistance hai, agar market resistance ke upar trade karega to 64600 se 65160 tak teji dekhne ko milegi lekin agar market Resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko 62870 se 62230 tak giravat dekhne ko milegi.

Trend: Negative, Prefer Sell on Rise, Sambhal kar trade kare.

MCX March Copper Trading Level: Friday ko Market mein bahut achi giravat dekhne ko mili aur hamare target hit huye ab Copper ka Resistance 758 ka hai, agar market resistance ke upar trade karega to 763 se 768 tak teji dekhne ko milegi lekin agar market Resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko 745 se 739 tak giravat dekhne ko milegi.

Trend: Negative, Sambhal kar trade kare.

MCX March Zinc Trading Level: Friday ko Market mein bahut achi giravat dekhne ko mili aur hamare target hit huye Ab Zinc ka Resistance 268 ka hai, agar market resistance ke upar trade karega to 270.20 se 272.60 tak teji dekhne ko milegi lekin agar market Resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko 263.50 se 261.20 tak giravat dekhne ko milegi.

Trend: Negative, Sambhal kar trade kare.

MCX March Lead Trading Level: Ab Lead mein 183.80 ka Resistance hai, agar market resistance ke upar trade karega to 185.20 se 187.00 tak teji dekhne ko milegi lekin agar market Resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko 180.60 se 179.00 tak giravat dekhne ko milegi.

Trend: Negative, Sambhal kar trade kare.

MCX March Aluminum Trading Level: ab Aluminum mein 209.80 ka Resistance hai, agar market resistance ke upar trade karega to 212.00 se 214.50 tak teji dekhne ko milegi lekin agar market Resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko 206.50 se 205.00 tak giravat dekhne ko milegi.

Trend: Negative, Sambhal kar trade kare.