Re: NSE F&O SRF Trading View & Signal DATE: 28-02-2023

Jai Siya Ram.

NSE F&O “SRF” Trading View & Signal: hamari buy call ke baad SRF ne 2162 ka naya low banaya tha. aaj hamara 2295 ka dusra target bhi hit ho gaye haii. traders profit book kar sakte hai. ab SRF 2300 ke upar hold karega to 2350 ka target aaram se mil sakta hai.