Jai Mata Di.
MCX Copper Trading Level: ab Copper ka resistance 725 ka hai, agar market resistance ke upar trade karega to 729.60 se 735.50 tak teji dekhne ko milegi lekin agar market resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko 715.20 se 710.20 tak giravat dekhne ko milegi.
Trend: Mixed, Sambhal kar trade kare.
MCX Zinc Trading Level: ab Zinc mein resistance 209.55 ka hai, agar market is level ke upar trade karega to 211.30 se 213.00 tak teji dekhne ko mil sakti hai lekin agar market resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko dubara se 206.40 se 205.00 tak giravat dekhne ko mil sakti hai.
Trend: Negative, Sambhal kar trade kare.
MCX Lead Trading Level: ab Lead mein 183.80 ka resistance hai, agar market is level ke upar trade karega to 185.00 se 186.60 tak teji dekhne ko mil sakti hai lekin agar market resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko dubara 181.00 se 179.20 tak giravat dekhne ko mil sakti hai.
Trend: Mixed, Sambhal kar trade kare.
MCX Aluminum Trading Level: ab Aluminum mein 207.60 ka resistance hai, agar market is level ke upar trade karega to 208.90 se 210.30 tak teji dekhne ko mil sakti hai lekin agar market resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko dubara 204.60 se 203.00 tak giravat dekhne ko milegi.
Trend: Mixed, Sambhal kar trade kare.