Jai Mata Di.
MCX Copper Trading Level: ab Copper ka resistance 725 ka hai, agar market resistance ke upar trade karega to 730.50 se 736.00 tak teji dekhne ko milegi lekin agar market resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko 715.80 se 709.20 tak giravat dekhne ko milegi.
Trend: Mixed, Sambhal kar trade kare.
MCX Zinc Trading Level: ab Zinc mein resistance 215.85 ka hai, agar market is level ke upar trade karega to 217.30 se 219.45 tak teji dekhne ko mil sakti hai lekin agar market resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko dubara se 212.50 se 210.60 tak giravat dekhne ko mil sakti hai.
Trend: Negative, Sambhal kar trade kare.
MCX Lead Trading Level: ab Lead mein 184.00 ka resistance hai, agar market is level ke upar trade karega to 185.20 se 186.60 tak teji dekhne ko mil sakti hai lekin agar market resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko dubara 181.70 se 180.50 tak giravat dekhne ko mil sakti hai.
Trend: Mixed, Sambhal kar trade kare.
MCX Aluminum Trading Level: ab Aluminum mein 205.60 ka resistance hai, agar market is level ke upar trade karega to 207.00 se 208.30 tak teji dekhne ko mil sakti hai lekin agar market resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko dubara 202.80 se 201.20 tak giravat dekhne ko milegi.
Trend: Mixed, Sambhal kar trade kare.