Trading Levels for “MCX Commodities” DATE: 01-03-2023

Jai Siya Ram.

MCX Crude Oil Trading Level: Kal achi movement aayi aur hamara 1st target hit hua. ab Oil mein Support 6320 hai, agar market support level ke niche trade karega to 6240 se 6140 tak giravat dekhne ko milegi lekin agar market support level ke niche trade nahi kar pata hai to humko 6480 se 6580 tak teji dekhne ko milegi.

Trend: Mixed. Sambhal kar trade kare.

MCX Natural Gas Trading Level: Kal market hamare 1st target tak gira. ab Gas ka Resistance Level 232 ka hai, agar market resistance ke upar trade karega to 242 se 253 tak teji dekhne ko milegi lekin agar market Resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko 212 se 200 tak giravat dekhne ko milegi.

Trend: Negative, Prefer Sell on Rise Aur Support Level par Buy Kar Sakte hai kyunki Trend-Line support zone hai. Sambhal kar trade kare.

MCX Gold Trading Level: Kal market mein bahut achi movement mili aur hamara 1st target hit hua. ab Gold ka Resistance 56000 hai, agar market resistance Level ke upar trade karega to 56210 se 56440 tak teji dekhne ko milegi lekin agar market Resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko 55570 se 55320 tak giravat dekhne ko milegi.

Trend: Negative, Prefer Sell on Rise. Sambhal kar trade kare.

MCX July Silver Trading Level: kal market mein achi movement aayi aur hamara 1st target hit hua. ab Silver mein 65200 ki resistance hai, agar market resistance ke upar trade karega to 65860 se 66458 tak teji dekhne ko milegi lekin agar market Resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko 63932 se 63263 tak giravat dekhne ko milegi.

Trend: Negative, Prefer Sell on Rise, Sambhal kar trade kare.

MCX March Copper Trading Level: ab Copper ka Resistance 775 ka hai, agar market resistance ke upar trade karega to 782 se 788 tak teji dekhne ko milegi lekin agar market resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko 762 se 756 tak giravat dekhne ko milegi.

Trend: Mixed, Sambhal kar trade kare.

MCX March Zinc Trading Level: ab Zinc ka Resistance 270.70 ka hai, agar market resistance ke upar trade karega to 272.80 se 275.10 tak teji dekhne ko milegi lekin agar market resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko 266.60 se 264.80 tak giravat dekhne ko milegi.

Trend: Mixed, Sambhal kar trade kare.

MCX March Lead Trading Level: Ab Lead mein 185.00 ka resistance hai, agar market resistance ke upar trade karega to 186.80 se 188.50 tak teji dekhne ko milegi lekin agar market Resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko 182.00 se 180.00 tak giravat dekhne ko milegi.

Trend: Mixed, Sambhal kar trade kare.

MCX March Aluminum Trading Level: ab Aluminum mein 211.00 ka resistance hai, agar market resistance ke upar trade karega to 212.80 se 214.60 tak teji dekhne ko milegi lekin agar market Resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko 207.80 se 206.00 tak giravat dekhne ko milegi.

Trend: Mixed, Sambhal kar trade kare.