Trading Levels for “MCX Commodities” DATE: 22-02-2023

Jai Siya Ram.

MCX Crude Oil Trading Level: Kal Oil ne 100 Point ki range mein trade kiya. ab Oil ka Resistance Level 6450 hai, agar market resistance ke upar trade karega to 6535 se 6666 tak teji dekhne ko milegi lekin agar market Resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko 6300 se 6210 tak giravat dekhne ko milegi.

Trend: Negative, Prefer Sell on Rise. Sambhal kar trade kare.

MCX Natural Gas Trading Level: Natural Gas ka Resistance Level 190 ka hai, agar market resistance ke upar trade karega to 207 se 225 tak teji dekhne ko milegi lekin agar market Resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko 156 se 135 tak giravat dekhne ko milegi.

Trend: Negative, Prefer Sell on Rise Aur Support Level par Buy Kar Sakte hai kyunki Trend-Line support zone hai. Sambhal kar trade kare.

MCX Gold Trading Level: ab Gold ka Resistance 56365 hai, agar market resistance Lelvel ke upar trade karega to 56570 se 56840 tak teji dekhne ko milegi lekin agar market Resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko 55900 se 55656 tak giravat dekhne ko milegi.

Trend: Negative, Prefer Sell on Rise. Sambhal kar trade kare.

MCX Silver Trading Level: Silver ka Resistance 66650 ka hai, agar market resistance ke upar trade karega to 67300 se 68000 tak teji dekhne ko milegi lekin agar market Resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko 65320 se 64670 tak giravat dekhne ko milegi.

Trend: Negative, Prefer Sell on Rise Because Technical Graph good for fall. Sambhal kar trade kare.

MCX March Copper Trading Level: Copper ka Resistance 790 ka hai, agar market resistance ke upar trade karega to 797 se 804 tak teji dekhne ko milegi lekin agar market Resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko 775 se 768 tak giravat dekhne ko milegi.

Trend: Mixed, Sambhal kar trade kare.

MCX March Zinc Trading Level: Zinc ka Resistance 278.50 ka hai, agar market resistance ke upar trade karega to 281 se 284 tak teji dekhne ko milegi lekin agar market Resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko 273 se 270 tak giravat dekhne ko milegi.

Trend: Mixed, Sambhal kar trade kare.

MCX March Lead Trading Level: Lead ka Resistance 187.30 ka hai, agar market resistance ke upar trade karega to 189.50 se 192.00 tak teji dekhne ko milegi lekin agar market Resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko 183.50 se 181.50 tak giravat dekhne ko milegi.

Trend: Mixed, Sambhal kar trade kare.

MCX March Aluminum Trading Level: Aluminum ka Resistance 217 ka hai, agar market resistance ke upar trade karega to 219.00 se 221.40 tak teji dekhne ko milegi lekin agar market Resistance level ke upar trade nahi kar pata hai to humko 212.30 se 210.00 tak giravat dekhne ko milegi.

Trend: Mixed, Sambhal kar trade kare.